33 Deep Gulzar Quotes, Shayari and Lines that will Enthrall You

Here are all the deep Gulzar quotes and shayaris that will enthral you with their beauty and meaning.

Category-

Gulzar is an Indian Urdu poet, lyricist, shayar, author, screenwriter, and film director known for his works in the Indian film industry. He was born on 18th August 1934, and his birth name is Sampooran Singh Kalra. Like many celebs who changed their name before entering the film industry, Gulzar also did the same. Gulzar deep quotes, beautiful shayaris and immersive poetry have been the favourites of art lovers. He continues to be one of the most influential writers in the Hindi film industry. The legacy of Gulzar cannot be dismissed by anyone, and he is the inspiration for many young aspiring musicians and artists across India.

33 Deep Gulzar Quotes, Shayari and Lines that will Enthrall You
Deep Gulzar Quotes and Shayari

Gulzar is one of the few Indians who have won an Oscar. He received the acclaimed Academy Award for coining the lyrics of ‘Jai Ho’song in the Oscar-winning film Slumdog Millionaire. In his influential career, he also received a Grammy award and the Dadashaeb Phalke Award, the third-highest award in Indian cinema. The deep quotes of Gulzar have the ability to spellbound you with the beauty and meaning they convey.

   

Gulzar is someone who says a lot with very few words. He has earned the reputation of being a deep shayar and poet. He is currently 88 years old but refuses to sit back and do nothing. Gluzar continues to pen down some of the deepest quotes that have ever been spoken or written. His originality has made people a fan of his shayaris and poetry. Here we have covered some of the best deep Gulzar quotes, shayaris and poetry that will surely make you a fan of this living legend.

Deep Gulzar Quotes, Shayari and Poetry

1- “Main har raat ki khwahishon ko khud se pahale sula deta, hun magar roz subah ye mujhase pahalae jaag jati hain.”

2- “Dil mein kuch jalta hai, shayad dhua dhua sa lagta hai. Aankh mein kuch chubhta hai, shayad sapna koi sulagta hai.”

3- “Gazab ki mohabbat hai wo jisme sath rehne ki umeed bilkul bhi naa ho phir bhi pyar beshumar ho.”

4- “Kabhi toh chaunk ke dekhe koi humari taraf, kisi ki aankh mein humko bhi intezaar dikhe.”

5- “Bolo kya tum bus itna sa mera kaam karoge. Mere jism pe ungli se apna naam likhoge? Aanhkon se padh padh ke, mere jism pe likhte rahna. Saans baje gar jor se to aawaaz nigalte rahna. Halki halki aanch pe bolo dher sa pyaar karoge.”

6- “Thodi thodi gooftagu karte rahiye dosto se. Jaale lag jaate hai band kamro mein.”

7- “Ae dost choti si baat par naaraz mat hona. Bhool ho jaaye toh maaf kar dena. Naaraz tub hona jab rishte toot jaaye kyuki aisa tub hoga jab hum duniya chod denge.”

8- “Jab dost taraki kare toh fakra se kaho wo mere dost hai aur jab dost musibat mee ho toh fakra se kaho main uska dost hu.”

9- “Lagta hai aaj zindagi kuch khafa hai. Chaliye chhodiye, kaun si pehli dafa hai.”

10- “Khaali bore dopehro se, hum toh jhola uthake chale barish kam kam lagti hai, nadiya madham lagti hain, hum samundar ke andar chale.”

11- “Galitya bhi hongi aur galat bhi samjha jayega. Yeh zindagi hai janab yaha taarife bhi hogi aur kosa bhi jaayega.”

12- “Koi pooch raha hai mujhse ab meri zindagi ki keemat, mujhe yaad aa raha hai halka sa muskurana tumhara!”

13- “Apne usool kabhi yun bhi todne pade. Khata kisi aur ki thi aur haath hume jodne pade.”

14- “Tanhai acchi lagti hai. Sawal to bohot karti hai par…jawab ke liye zidd nahin karti.”

15- “Haath chhootte bhi toh rishte nahi chhoda karte. Waqt ki saakh se lamhe nahi toda karte.”

16- “Zindagi aur mout se kiya wada nibhana padega. Bas itna hi tha hamara safar aab jaana padega.”

17- “Kuch yuhi chalega tera mera rishta zindagi bhar. Mil gaye toh baate lambi na mile toh yaade lambi.”

18- “Itne bure nahin the hum jitne ilzaam lagaye logo ne, kuch kismat kharab thi kuch aag lagai logo ne.”

33 Deep Gulzar Quotes, Shayari and Lines that will Enthrall You
Deep Gulzar Quotes and Shayari

19- “Tere bina zindagi se koi shiqwa toh nahi. Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahi.”

20- “Sahma sahma dara sa rehta hai. Jaane kyun jee bhara sa rehta hai.”

21- “Unki yaadon se hi khud ko itna “Gulzar” rakhta hoon, ki tanhaiyan dum tod deti hain meri chokhat par aakar!”

22- “Mere dil mein ek dhadkan teri hai. Us dhadkan ki kasam tu zindagi meri hai. Meri to har saans mein ek saans teri hai. Jo kabhi saans ruk jaye to maut meri hai.”

23- “Yun to raunakein gulzaar thi mehfil, us roz haseen cheharon se… Jaane kaise us pardanashin ki maasoomiyat par hamaari dhadakane aa gayi!!”

Recommended: Best Mahabharata Quotes

24- “Khuda ne poocha ke kya saza doon us bewafa ko,humne bhi keh diya bas use mohabbat ho jaye kisi bewafa se.”

25- “Tu hazaar baar ruthe toh mana lu tujhe. Magar dekh mohabbat mee shaamil koi dusra naa ho.”

26- “Mat pucho kaise guzarta hai har pal tumhare bina. Kabhi baat karne ki hasrat toh kabhi dekhne ki tamanna.”

27- “Kisi se roz milne se pyaar ho naa ho. Lekin kisi se roz baate karne se uski aadat jaroor ho jaati hai.”

28- “Yun toh aee zindagi tere safar se shikayate bahut thi. Magar dard jab darg karaane pahuche toh kataare bahut thi.”

29- “Ichchhayen badi bewafa hoti hain. Kambakht poori hote hi badal jaati hain.”

30- “Thoda sukoon bhi dhoondiye janaab. Yeh zarooratein toh kabhi khatam nahi hogi.”

31- “Mehfil mein gale milkar vah dheere se keh gaye, ye duniya ki rasm hai, ise mohobbat mat samajh lena!!”

32- “Kuch rishte bahut roohani hote hain, apnepan ka shor nahin machaya karte.”

33- “Jeene ke liye sochha hi nahi, dard sambhaalne honge. Muskuraye toh, muskurane ke karz utarne honge.”

These are all the best deep Gulzar quotes that we could find. Do let us know about the deep Gulzar quotes, shayaris and poetry that we may have missed here.

-Advertisement

Related articles