25 Best Lines for Indian Parents to Procrastinate the Wedding Question

Here are some of the quirkiest yet compelling lines that you can use to avoid the wedding question from your Indian parents.

Category-

Indian parents and the wedding question is still a better love story than Twilight. Indian mums and dads are always keen on getting their sons or daughters married right after they turn 23 or 24. The questions about marriage start to grow more and more as an Indian person approaches his late twenties, and Indian parents leave no stone unturned to get their offspring married in a huge wedding ceremony. Here we have listed some of the best quirky, comedic, yet compelling lines that can help you avoid the wedding questions from your Indian parents.

25 Best Lines for Indian Parents to Procrastinate the Wedding Question

Best Lines for Indian Parents to Procrastinate the Wedding Question

1- “Nadi, nadi nahin jismein pani na ho … hawa, hawa nahi jismein ravani na ho … woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho.”

   

2- “Abhi to main udna chahta hu, daudna chahta hu, bas rukna nhi chahta maa.”

3- “Arey abhi to chacha ke ladke ki shaadi bhi nhi hui wo to merse 2 saal bada hai, hamari family mai aise thodi hota he yaar, pehle uski shaadi to ho fir main sochunga.”

4- “Abhi to baccha hu yaar main abhi see kya shaadi at least give me 2 years more.”

5- “I’m not interested yaar, mujhe sunna hi nhi he.”

6- “Arey kar lenge shaadi abhi to ussey pehle bhot kuch karna hai.”

7- “Yaar abhi to mera kaam shi set hona shi hua he let me just get through this phase fir sochenge.”

8- “Insaan ko usse shaadi nahi karni chahiye, jisse woh pyar karta ho … balki usse shaadi karni chahiye, joh usse pyar karta ho, aur abhi mujhe aisa koi mila nahi.”

9- “Shaadi se zyada khatarnak hote hai … shaadi ke side effects.”

10- “Shaadi janam janam ka bandhan hai … aur yeh bandhan swarg mein hi tay ho jaata hai, to aap tension mat lo jab honi hogi ho jayegi.”

11- “Meri shaadi mere sapne se ho chuki hai.”

12- “Shaadi ke pehle pyar bahut zaroori hai … kyun ki shaadi ek gaadi ki tarah hai … jitna zyada chalao utna better andaza hota hai ki kab dhakka dekar start karna hai.”

13- “Shaadiyan mahurat se hoti hai aur abhi mera muhurat to aaya nhi.”

14- “Shaadi ke saath na sirf engagement ring aur wedding ring aate hai … balki ek aur ring bhi aata hai … suffering.”

15- “Bhagwan jin do aatmaon ko ek bandhan mein band dete hai … wohi sansar mein janam lekar vivah bandhan mein bandte hai, so let me try to find one before I settle down for good.”

16- “Shaadi ke baad love story shuru nahi hoti … khatam ho jaati hai.”

17- “Shaadi duniya ko dikhane ke liye nahi … duniya mein rehne ke liye ki jaati hai.”

18- “Sab meri shaadi ke peeche aise padhe huye the, jaise India ka GDP meri shaadi pe depend karta hai.”

19- “Happily married? … aadmi ya toh sirf happy ho sakta hai ya married … dono cheezein ekhatti nahi ho sakti … impossible.”

20- “Marriage is a lovely institution … it’s a lovely mental institution.”

21- “Shaadi-shaadi chal raha hai ya saas bahu ka TV serial … khatam hi nahi ho raha hai.”

22- “Shaadi patane ka fayda nahi … shaadi patane ki saza hoti hai.”

23- “Shaadi karne mein aur na karne mein ek cheez toh common hai … pachtava.”

24- “Shaadi koi race nahi jo finish line tak pahuchna hai.”

25- “Har chiz ka waqt hota he jab mera waqt ayega main khudh aapko bta dunga.”

-Advertisement

Related articles