Experience Goosebumps with the 22 Best KGF Dialogues – A Collection of the Most Thrilling Lines from Prashanth Neel’s Blockbuster Kannada Movie Franchise. The KGF movie franchise has proven to be one of the most successful and impactful films in the Kannada film industry. We have gathered the most exciting and unforgettable KGF dialogues for you to relive the cinematic experience. Keep scrolling to find your favorites!
The second installment of the franchise, KGF 2, continues the story of Kolar Gold Fields and features an all-star cast including Yash, Sanjay Dutt, Srinidhi Shetty, Raveena Tandon, and Prakash Raj. This follow-up film was released in 2022 and was preceded by K.G.F: Chapter 1, a 2018 Kannada-language period action film directed by Prashanth Neel and produced by Vijay Kiragandur under the Hombale Films banner. As a result of its powerful dialogues, KGF has created a significant impact on social media platforms such as Instagram and Twitter, with fans raving about their favorite lines and characters. The film has captured the hearts of not only Kannada cinema-lovers but also Hindi Bollywood audiences as well.
Take a look at the most thrilling and 22 best KGF dialogues from Chapter 1 and 2:
#1
Violence, Violence, Violence, I don’t like, I Avoid.… but Violence likes me, I can’t Avoid.
#2
Meri dosti layak koi vaar nahi… Meri dushmani jhel sake aisi koi talvar nahi
#3
Trigger pe ungli rakhne wala har koi shooter nahi hota … ladki pe haath daalne wala har koi mard nahi hota … aur apun ki aukaat, apun ko chahne walo ke alava aur koi samajh nahi sakta
#4
He is the biggest Criminal…He is the biggest businessman…This is the biggest National Issue!
#5
Gang lekar aane wale hote hai gangster… woh akela aata tha… Monster
#6
Sirf 10-12 lukkhe log ko marke don nahi bana hoon, apun ne jin–jin ko mara hai wo sab don hi the…
#7
Keh dena unko ki mein aa raha hoon… Apni KGF lene
Also Read: 10 Best Tu Jhoothi Main Makkar Dialogues
#8
There will be no more tolerance…Mere paas bhi hathyaar hai… Ghuss ke maarenge.
#9
Ghayal sher ki saansein… uski dahaad se bhi zyada bhayanak hoti hai
#10
Is duniya mein sabse bada yodha maa hoti hai
#11
Is Bambai mein apun ke address pe pincode na ho toh bhi post aa jaata hai… pata hai kyun… apun ka naam hi itna famous hai
#12
Dar hona chahiye aur woh dil mein hona chahiye … aur woh dil apunka nahi samne wale ka hona chahiye
#13
Agar tujh mein himmat ho ki hazar log tumhare peeche khade hai … toh tum sirf ek jung jeetoge … magar hazar logon ne himmat jutta li ki tum samne khade ho … toh tum poori duniya jeet jaaoge
#14
Maut ko dekha pairon ki dhool ki tarah … taqdeer ko thukrane wale sultan ki tarah … chingaari pair se dabake dhaar-dhaar khanjar pe chalke … dil mein joh dar utha usse maarke … jigar walo ki fauj bankar dushman pe chha gaya … kaal ka karne vinaash mahakaal aa gaya
Also Read: Top 10 Bhola Movie Dialogues: Ajay Devgn and Tabu’s Great Punchlines
#15
Leherein intezar kar rahi hai dharti choomne ke liye … suraj intezar kar raha hai doobne ke liye … bijli ki baraat khadi hai vidroh ke liye … kismat bhi kaanp rahi hai
#16
Duniya mein sab kehte hai ki paise ke bina chain se jee nahi sakte … lekin yeh koi nahi kehta ki bina paise ke chain se mar bhi nahi sakte
#17
Chillar ke liye haath phailana padta hai … noton ke liye haath uthana padta hai
#18
Ladai mein koi pehle maarta hai isse koi farak nahi padta … farak isse padta hai ki pehle kaun neecha gira
#19
Kisi ko maara toh police dhundega … police wale ko hi maara toh tumhare jaisa don dhundega
#20
Post sirf address ki wajah se nahi aata … landmark ki wajah se aata hai … aur is landmark ko pincode toh kya … stamp ki bhi zaroorat nahi hai
#21
Talvar Chala kar, Khoon Baha kar, Jung ladna tabahi nahi, tarakki hoti hai.
Also Read: 12 Best Dialogues of Pankaj Tripathi Movies that Proves He is a Superstar
#22
Khoon se likhi hui kahani hai…Siyahi se nahi banegi…agar aage badhaana hai toh phirse khoon hi maangegi.